Lovely naat shareef...beautifully read by the wonderful Farhan Ali Qadri....
Dekha de ilahi wo pyara madina
Ilahi bana de madina yeh seene
Mein mar jaaoo mere kafan pe yeh likhna
Muhammad Muhammad Madina Madina
Chali jis taraf se nabi ki sowari
Shajar ne Hajar ne di chuk kar salami
Sabi kar rahe nabi ki gulami
Nabi ne sikayi hai ek shay ko jeena
Kare hai sawali dar e Mustafa par
Waha ko ala na kohi tawanagar
Chalo aao mange habibe khuda se
Ke haatho mein hai jinke sara khazeena
Bula lo madine mein aqa bula lo
Gira ja raha hoon sambalo sambalo
Khata kaar hoon mujhko aqa nibhalo
Laga do mera paar aqa safeena
Kiya jab bhi karte te aqa ibadat
To Quraan karta ta unki tilaawat
Yeh aisa khuda ki kasam maujazaan hai
Mila jinke sadqe se bakshish kazeena
Yeh ankhon ka rona yeh dil ka tarapna
Tassawur mein aqa ke dar se lipatna
Dar e Mustafa par kahoo ga mein ja kar
Yehi mera marna yehi mera jeena
Bulawa jo aaye madine ko jaaoo
Mein Rashid karam hi karam le ke aaoo
Barozay qiyamath uthoo jab lahad se
Mere labo pe ho naara madina
Tags:
Muhammad,
Madina,
Farhan,
Ali,
Qadri,
Naat,
Auto Repair in Greenwood
Leave a comment